ES roj roj ki yadey nindey dard ka safar chalta rhta hai, n tumse kuchh kah hi pata hu n sun hi pata hu.
Her ro dard me uljhata chla jata hu. Pta nhi kyo kya chahta h ye dil, her roj tang sa ho jata hai ye dil. Her roj ki dard se tang aakar socha.
Chalo
Aaj hum ajnabi ho jatey h Unse jinse is safar ki shuruwat hue h,
N o mujhse kuchh kahe n ye dil yadey unhe kare
N apna samjhe ye dil unko n unpe sak kare ye dil.
N unki perwah kare ye fir gairo se n kisi apno se.
Socha chalo aaj se sayad her rat ye dil jikr n karega tera.
N yad karega n fariyad. N tujhe apna samjhega n nindey kam hogi,
socha ye dil ne chalo gair ban jatey h. Apanapan n bahut dard diya, gumnam sa dard ho jatey h, ye sare karname dil ka h, aao is dil ko hum samjhate h, per ye dil kya kare. Iski kya galti hai Gunah kya h mohobat ya feeling yehi gunah h. Pta nhi jo bhi ho agar gunah h to gunahgar rha ye dil. Aur gunah nhi to riha huwa ye dil tumse teri yado se teri khayalo se🤨teri khwabo se. Aaj ki teri batey
No comments:
Post a Comment