Wikipedia

Search results

Monday, September 17, 2018

यादे और मोहोबत

My first poem  
 Uski yadey

Uski yad me n jane kya kya kahani ban gyi mano ki jaise ye jawani hai diwani ban gyi

uske chehre ki masumiat mere aankho pe chha gyi..uski aada mere dil ko bha gyi

paheli bar jab maine usko dekha to uske .yad me din ..rat ktne lgi.dekh kar usko mere dil ki dhadkane badne lgi.

uske yad me n jane kya kya kahani ban gyi.mano ki jaise ye jawani hai diwani ban gyi  

Uski yade bus yado me simt gyi, uski yad jawani ki nishani ban gyi

uske yad me n Jan kya kya khani ban gyi mano ki jaise ye jwani hai diwani ban gyi 

Dhire  dhire uski chaht kam hone lgi  o jan kar bhi humse aanjan banne lgi..

uski yad me n jane kya kya kahani ban gyi mano ki jaise ye jawani hai diwani ban gyi

Maine socha ki agle salo me kahani nya range layegi o Hume dekh kar u hi muskurayegi Dekhte hi Dekhte o Mughese bichhad gyi,

uski yad me ek nyi kahani ban gyi, O Ab bus khowab ban  ke  rah gyi.

Chhod gayi o Apni Yadey Her Gali Chaubare me,
Dekh Leta hu Ab Bhi use Kabhi kabhi Chand Aur Sitaro Me

  This story is real  story..Written.by  vinod kumar kushwaha.      HEART    TOUCHing ,,REAL,,STORY,,
              

No comments:

Post a Comment