Wikipedia

Search results

Tuesday, October 13, 2020

आखिर क्यों

           Akhir Kyo
Dil Mera puchhta hai kae kae sawal mujhse Tere chale Jane ke bad
*Tum Bhi Ajnabi The Hum bhi ajnabi fir kyo
Tum yad aane lage dhadkane badane lage
Tere chale Jane ke bad. Akhir Kyo
*Puchhta hai dil mera kae kae sawal mujhse Tere chale Jane ke bad
*Ye dil ab kyo hairan sa rahta hai. Ab yaha kyo charo taraf sun San sa rhta hai. Man mera presan sa rhta hai. 
*Puchta hai dil mera akhir kyo. Ab her subah tujhe dekhne ka dil rota hai. Tum to ajnabi the fir kyo aisa hota hai.
Puchta hai dil mera kae kae sawal mujhse Tere chale Jane ke bad.
*Jub tum ja rhe the tere pairo ki ahat dhadkane bda rhe the, aur tum to muskura rhe the. Aur hum tere samne aane se katra rahe the. Akhir kyo tum ho Kain tum. *Puchta hai dil mera kae kae sawal mujhse Tere jane ke bad. 
Ab to de de jabab laut aane ke bad. Puchta hai dil mere bahut sare sawal tujhse tere wapas aane ke bad